Jahan weeraana haJahan weeraana hai pahle kabhi aabad yaan ghar theShaghaal ab hai jahan baste, kabhi bashar yaan theJahan chatial hai maidan aur sarasar ek khaaristanKabhi yaan qasar-o-oaiwan the, chaman the aur shajar yaan theJahan phirte bagoole hain, unraate khak sahra meinKabhi urti thi daulat, raqas karte seembar yaan theJahan hain sang reze, the yahaan yaaqut ke taudeJahan kankar pare hain ab, kabhi rulte gohar yaan theJahan sunsaan ab jungle hai aur hai sher-e-khamoshanKabhi kya kya the hangaame yahan, aur shor-o-shar yaan theJahan ab khak par hain naqash-e-paae-aahu-e-sahraKabhi mahw-e-tamasha deeda-e-ahl-enazar yaan theZafar ahwaal aalam ka kabhi kuchh hai, kabhi kuchh haiKe kya kya rang ab hain aur kya kya peshtar yaan theTranslationShaghaal = jackals, prowl and roaBashar = humaSher-e-khamoshan = desolate gravNaqash-e-paae-aahu-e-sahra = pug prints of the desert deeMahw-e-tamasha deeda-e-ahl-enazar = wise, discerning fol
This is a great mera jahan shayari. If you like mukammal jahan shayari then you will love this. Many people like it for noor jahan shayari. Share it to spread the love.