Tum Ko Ye Hai Agar Yaqeen Dil Mein Wo Jalwa-Gar NahiTum ko ye hai agar yaqeen dil mein wo jalwa-gar nahiDhoondha karo tamam umar milne ka umar-bhar nahiAaye na aaye be-khabar kya tujhe ye khabar nahiSaans ka aitbar kya shaam hai to sahar nahi
Un Ki Nazar Ke Saath Hi Saara Zamana Phir GayaUn ki nazar ke saath hi saara zamana phir gayaGardish-e-chashm-e-naaz hai gardish-e-rozgar kyaBad-e-khizan ki mauj thi ghuncha-e-dil ke haq mein samMausam-e-gul ki bhi hawa hogi na sazgar kya* gardish-e-chashm-e-naaz: movement eyes of coquetr* sazgar: agreeable, favourable
Tera Milna Khushi Ki Baat SahiTera milna khushi ki baat sahiTujh se mil kar udaas rehta hunHazaar barq gire laakh andhiyan uthenWo phool khil ke rahenge jo khilne wale hain
Yeh Bahein Humein Jab Apni Panahon Mein Bulati HainYeh bahein humein jab apni panahon mein bulati hainHumein apni kasam hum har sahara bhool jaate hain