Santa.auto wale_se-kyu bhai hanuman mandir jaoge auto wala - ha. santa- to phir aate samay parsad lete aana.
Santa: phone pe itni dheemi aawaz me kis se baat kar raha hai? banta: behen hai ! santa: to phir itni dheemi aawaz me kis liye? banta: teri hai is liye!
Santa public toilet gya or 1 ghante ke bad nikla bahar baitha jmidar bola- 20rs. santa- sale toilet main baitha tha "cyber cafe" main nahi
Santa apne papa ke sat ja raha tha us ka lali pop gir gaya, to daidy ne kha beta chod do dosra lelegen 2 dinbad un ke sat us ki ma bhi thi, ma gir gai to bete ne kha, daddy chod do dosri lelege.
Santa bank me khata kholne gaya. form me 1 sawal tha, is bank me khata kholne ki wajah. santa ne waha likha- 'aapki khubsurat cashier
Jung main santa ne bulet proof jacket ki jagah machrdani pehani banta-aisa kyu? santa-jisme machar nahi ghus sakta usme goli kaise gusegi
Santa in kbc.. qus: videsh jane wali pehli bhartiya mahila kaun thi...? . . . . . . . . . santa- sita ji..! ravan ke sath sri lanka..
Dr.: aapke 3 danth kaise tut gaye santa.: wife ne kadak halwa banaya tha wo khaya isliye. . dr.: to halwa khane se mana kar dete . santa.:- fir to 32 ke 32 tut jaate.
Santa:- ager "bivi ko "bhootni lipat jaye, to tu kya karega ? . . banta:- mujhe"kya karna ! ye do "behno"ka" aapsi "mamla" hai.:-
In a job interview santa is asked: "aapko kitne saalo ka tajurba hai?" banta: sir, maaf karna, mujhe saalo ka to nahi lekin mujhe 2 saaliyo ka tajurba hai:-
Santa- itne saare log football ko laat kyu maar rahe hai banta-abe gadhe goal karne ke liye santa gol hi to hai aur kitna gol karenge
Santa : yar banta mene ek tv liya pr vo chal nahi raha kya tu dekh lega... banta : 2 ghate tak lagatar tv ko dekhta raha or phir badi soch me pad gaya .... bada sochne k baad bola yaar tu sahi kah raha tha ye chal nahi raha....kamina itani der se jara sa bhi nahi hila....