Jahan Weeraana HaiJahan weeraana haJahan weeraana hai pahle kabhi aabad yaan ghar theShaghaal ab hai jahan baste, kabhi bashar yaan theJahan chatial hai maidan aur sarasar ek khaaristanKabhi yaan qasar-o-oaiwan the, chaman the aur shajar yaan theJahan phirte bagoole hain, unraate khak sahra meinKabhi urti thi daulat, raqas karte seembar yaan theJahan hain sang reze, the yahaan yaaqut ke taudeJahan kankar pare hain ab, kabhi rulte gohar yaan theJahan sunsaan ab jungle hai aur hai sher-e-khamoshanKabhi kya kya the hangaame yahan, aur shor-o-shar yaan theJahan ab khak par hain naqash-e-paae-aahu-e-sahraKabhi mahw-e-tamasha deeda-e-ahl-enazar yaan theZafar ahwaal aalam ka kabhi kuchh hai, kabhi kuchh haiKe kya kya rang ab hain aur kya kya peshtar yaan theTranslationShaghaal = jackals, prowl and roaBashar = humaSher-e-khamoshan = desolate gravNaqash-e-paae-aahu-e-sahra = pug prints of the desert deeMahw-e-tamasha deeda-e-ahl-enazar = wise, discerning fol
Jahan Dariya KahinJahan dariya kahiJahan dariya kahin apne kinare chhod dete haiKoi uthta hai aur toofan ka rukh mod deta haiMujhe be-dast-o-paa kar ke bhi khauf us ka nahi jataKahin bhi haadsa guzre wo mujh se jod deta haiBichhad ke tujh se kuch jaana agar to is kadar jaanaWo mitti hun jise dariya kinare chhod deta haiMohabbat mein zara si bewafai to zaruri haiWahi achha bhi lagta hai jo vaade tod deta hai
Jahan Katre Ko Tarsaya Geya HunJahan katre ko tarsaya geya hunWahin dooba hua paya geya hunBa-haal-e-gham-rahi paya geya hunHaram se deir mein laya geya hunBalaa kaafi na thi ek zindagi keeDobara yaad pharmaya geya hunBa-rang-e-lala-e-veerana bekaarKhilaya aur murjhaya geya hunAgarche abr-e-gauhar-baar hun mainMagar aankhon se barsaya geya hun'hafeez' ahal-e-zubaan kab maante theBade zoron se manvaya geya hun
Jahan Katre Ko Tarsaya Geya HunJahan katre ko tarsaya geya hunWahin dooba hua paya geya hunBa-haal-e-gham-rahi paya geya hunHaram se deir mein laya geya hunBalaa kaafi na thi ek zindagi keeDobara yaad pharmaya geya hunBa-rang-e-lala-e-veerana bekaarKhilaya aur murjhaya geya hunAgarche abr-e-gauhar-baar hun mainMagar aankhon se barsaya geya hun'hafeez' ahal-e-zubaan kab maante theBade zoron se manvaya geya hun!
Rahiye Ab Aisi Jagha Chal Kar Jahan Koi Na HoRahiye ab aisi jagha chal kar jahan koi na hoHum-sukhan koi na ho, aur hum-zubaan koi na hoParriye gar beemar to koi na ho teemar'daaarAur agar mar jaayiye to noha-khuwaa'n koi na hoTranslationTeemar'daaar = caretakeNoha-khuwaa'n = recite
Kyun Judta Hai Tu Iss Jahan SeKyun judta hai tu iss jahan se, ek din yeh guzar hi jayegaChahe kitna bhi samet le jahan, mutthi se fisal hi jayega