Daman-e-gull meiDaman-e-gull mein hi gulzaar bikhar jaate hainAag bujhti hai to angaar bikhar jaate hainShama jalti hai sada ek hi lamhe me lekinJal ke parwaane kayi baar bikhar jaate hainJin ko insaan pirota hai bahut ulfat seHaaye woh gull sar-e-bazaar bikhar jaate hainPaaon uthate hain tere koche ki jaanib jab bhiApni raahon me kayi khaar bikhar jaate hainRaat ke pichle pehar kehoon-e-tamanna ki tarhaHum teri yaad mein ay yaar bikhar jaate hainHo ga andaaz-e-wafa un ka alag hi 'mohsin'Jin ki raahon mein talabgaar bikhar jaate hain
This is a great haseen lamhe shayari. If you like akela insaan shayari then you will love this. Many people like it for akele hain shayari. Share it to spread the love.