Dil Dhoondhta HaiDil dhoondhta hai, phir waheDil dhoondhta hai, fir wahee furasat ke raat dinBaithhe rahe tasavvur-e-jaanaa kiye huyeJaadon kee narm dhoop aur, aangan mein let karAankhon pe khinch kar tere, aanchal ke saaye koAaundhe pade rahe kabhee, karawat liye huyeBarfilee sardiyon mein, kisi bhee pahaad parWaadee mein gunjatee huyee, khaamoshiyaan sooneAankhon mein bheege bheege se, lamhe liye huyeYaa gamreeyon kee raat jo poorawaaeeyaan chaleThhandee safed chaadaro pe jaage der takTaaron ko dekhate rahe chhat par pade huyeTranslationTasavvur - contemplatio
Apni Nazroon Se JoApni nazroon se jApni nazroon se jo gir jaye woh chehra na banaMujh ko lamhe-a-fursat ka khilona na banaSaink'roon rastey hain ajnabi ho janey keTark karna hai tou talook ka bahana na banaJhoot ehsaas ki qandeel ko boojha deta haiMuhjey insaan samja khud ko farishta na banaApni yaadein tu mere dil main basi rehne deyIs mehaktey huay gulzaar ko sehra na banaMein tu pehle hi zakhum liye phirta hoonMuhjey aab shehar dard-e-tamasha na banaThak gaeen hain mere ehsaas ki aakhainNqash-e-deewar per aab koi afsana na bana
Ham Ki Thahre AjnabiiHam ki thahre ajnabiHam ki thahre ajnabii itnii mulaqaaton ke baadPhir banenge aashnaa kitnii mudaaraaton ke baadKab nazar men aayegi be-daagh sabze kii bahaarKhuun ke dhabbe dhulenge kitnii barsaaton ke baadThe bohat be-dard lamhe khatm-e-dard-e-ishq keThiin bohat be-meher subahen meherbaan raaton ke baadDil to chaaha par shikast-e-dil ne mohlat hii na diiKuchh gile shikwe bhii kar lete munaajaaton ke baadUnse jo kahne gaye the faiz, jaan sadqe kiyeAnkahii hii rah gayii voh baat, sab baatoon ke baadTranslationAashnaa = acquainted, friendl
Daman-e-Gull MeinDaman-e-gull meiDaman-e-gull mein hi gulzaar bikhar jaate hainAag bujhti hai to angaar bikhar jaate hainShama jalti hai sada ek hi lamhe me lekinJal ke parwaane kayi baar bikhar jaate hainJin ko insaan pirota hai bahut ulfat seHaaye woh gull sar-e-bazaar bikhar jaate hainPaaon uthate hain tere koche ki jaanib jab bhiApni raahon me kayi khaar bikhar jaate hainRaat ke pichle pehar kehoon-e-tamanna ki tarhaHum teri yaad mein ay yaar bikhar jaate hainHo ga andaaz-e-wafa un ka alag hi 'mohsin'Jin ki raahon mein talabgaar bikhar jaate hain
Koi Keh DeKoi keh dKoi keh de mere dil ki baat unseHar taraf se hui dil ki maat unseJaan-pehchan hi kara de gar koiEk-ek lamhe ki ho shuruaat unseLog puchte hain muskuraht ki wajahHamne kaha hui hai mulakat unseKhoya hua raha main aaz talakAb mila do mere jazbaat unseKarenge chand se kuchh baatein hum bhiMilte hue dekha hai har raat unse
Koi Keh DeKoi keh dKoi keh de mere dil ki baat unseHar taraf se hui dil ki maat unseJaan-pehchan hi kara de gar koiEk-ek lamhe ki ho shuruaat unseLog puchte hain muskuraht ki wajahHamne kaha hui hai mulakat unseKhoya hua raha main aaz talakAb mila do mere jazbaat unseKarenge chand se kuchh baatein hum bhiMilte hue dekha hai har raat unse