Daman-e-Gull MeinDaman-e-gull meiDaman-e-gull mein hi gulzaar bikhar jaate hainAag bujhti hai to angaar bikhar jaate hainShama jalti hai sada ek hi lamhe me lekinJal ke parwaane kayi baar bikhar jaate hainJin ko insaan pirota hai bahut ulfat seHaaye woh gull sar-e-bazaar bikhar jaate hainPaaon uthate hain tere koche ki jaanib jab bhiApni raahon me kayi khaar bikhar jaate hainRaat ke pichle pehar kehoon-e-tamanna ki tarhaHum teri yaad mein ay yaar bikhar jaate hainHo ga andaaz-e-wafa un ka alag hi 'mohsin'Jin ki raahon mein talabgaar bikhar jaate hain
Ab Na Woh Main Na Woh TuAb na woh main na woh tAb na woh main na woh tu hai na woh maazi hai 'faraz'Nasha badhta hai sharaabein jo sharaabon mein mileinYe khazaane tujhe mumkin hai kharaabon mein mileinKya ajab kal woh zamaane nisaabon mein mileinAb ke hum bichhde to shaayad kabhi khwabon mein mileinJaise do shakhs tamannaa ke saraabon mein mileinTu khudaa hai na mera ishq farishton jaisaJis tarah sookhe hue phool kitaabon mein mileinDhoondte ho logon mein wafaa ke motiGham-e-duniya bhi gham-e-yaar mein shaamil kar loAaj hum dar pe khinchege jin baaton parDono insaan hain to kyun itne hijaabon mein milein
Hairat He Tum Ko Dekh Kar Misjid Main Ae! InsaanHairat he tum ko dekh kar misjid main ae! insaanAaj kya baat ho gai jo khuda yaad aa gaya
Tarasha Hai Unko Badi Fursat SeTarasha hai unko badi fursat seZulfein jo unki badaal ki yaad dila denNazar bhar dekh le jo wo kisi koKisi nekdil insaan ki bhi niyat bigad jaye
Kuch Aise Haadse Bhi Zindagi Mein Hote Hain DostKuch aise haadse bhi zindagi mein hote hain dostInsaan bachh to jata hai, magar zinda nahi rehta
Galtiyon Se Juda Tu Bhi NahiGaltiyon se juda tu bhi nahi, main bhi nahiDono insaan hain, khuda tu bhi nahi, main bhi nahiTu mujhe aur main tujhe ilzaam deta hun magarApne andar jhankta tu bhi nahi, main bhi nahi