Kidnapper phone par: Teri biwi mere kabze mein hai. saboot ke taur par uski do ungliyan bhijwa di hain. Santa: Sabut pakka nahi hai, mundi bhej mundi..
Santa: Station jane ke kitne loge? Ricksha wala: 50 Santa: 20 le lo. Ricksha wala: 20 mein kon le ke jayega. Santa: Tum peche betho hum le ke jayega..
Santa: Meri wife mujhe naukar samajhne lagi hai batao main kya karun? Banta: Karna kya hai, 2-4 ghar aur pakad aur apna dhandha jama le.
Santa Newspaper padh raha tha. Banta: Koi Nayi khabar hai kya? Santa: Ye kya U.P. ko 4 hisso mein kar diya jayega. Banta: Jis Ghar mein Aurat ki chlti hai yahi hota hai.
Daku bank lutne gaye.. gun ghar me inbhul gaye fir bhi bank lut lia kaise? bank manager santa tha, bola: koi baat nai i trust u, gun muje kal dikha dena.
Santa Dials a Number.. A girl received Santa: Hello Kaun? Girl: Main Seeta Santa: O teri!! Ye to Ayodhya Lag Gaya.. Sorry “MAATE”..!!