Yun hi si ek baat thi, us ka malal kya kareinMeer-e-kharaab haal sa apna bhi haal, kya kareinAisi fiza ke qahar mein aisi hawa ke zehar meinZinda hain aise shehar mein aur kamaal kya kareinAur bahut see ulajhane tuk-o-ras se badh ke hainZikr-e-zamal kya kare, fikr-e-visaal kya kareinDhoondh liye hain charagar humne diyar-e-gair meinGhar mein hamara kaun hai, ghar ka khyal kya kareinChunte hai dil kee kirachiyan bikhari hain jo yahan-vahanHona tha ek din yahi, ranj-maal kya kareinUski nazar mein qaid hain apni tamaam muntakinTek-e-khyaal kya karein, harf kee dhaal kya karein
This is a great achi baat shayari. If you like aakhri baat shayari then you will love this. Many people like it for akhri baat shayari. Share it to spread the love.