Har Ek Baat Pe Kahte HoHar ek baat pe kahte hHar ek baat pe kahate ho tum, ki tu kyaa haiTumhi kaho ke, ye andaaz-e-guftagu kyaa haiRagon mein daudte phirane ke ham nahi qaayalJab aankh hi se na tapkaa to phir lahuu kyaa haiChipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahanHamari jeb ko ab haajat-e-rafuu kyaa haiJalaa hain jism jahaan, dil bhii jal gayaa hogaaKuredte ho jo ab raakh, justajuu kyaa haiTranslationHaajat-e-rafuu: mendinJustajuu: desir
Har Ek Baat Pe Kahte HoHar ek baat pe kahte hHar ek baat pe kahate ho tum, ki tuu kyaa haiTumhi kaho ke, ye andaaz-e-guftagu kyaa haiRagon mein daudte phirane ke ham nahi qaayalJab aankh hi se na tapkaa to phir lahuu kyaa haiChipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahanHamari jeb ko ab haajat-e-rafuu kyaa haiJalaa hain jism jahaan, dil bhii jal gayaa hogaaKuredte ho jo ab raakh, justajuu kyaa haiTranslationHaajat-e-rafuu: mendinJustajuu: desir
Baat NiklegiBaat niklegBaat niklegi to fir door talak jaayegiLog bewajha udasi ka sabab puchhengeYeh bhi puchhenge ke tum itni pareshan kyun hoUngliyaan uthegi sukhe huae baalon ki tarafEk nazar dekhenge gujre huae saalon ki tarafChoodiyo par bhi kai tanz kiye jaayengeKaampte haatho pe bhi fikr-e-kas-e-jaayengeLog zaalim hai har ik baat ka taana dengeBaaton baaton mein mera zikar bhi le aayengeUnki baaton ka zara sa bhi asar mat lenaVarna chahere ke taasur se samaj jaayengeChahe kuchh bhi ho sawaalaat na karna unseMere baare mein koi baat na karna unseBaat niklegi to duur talak jaayegiTranslationTalak: tilSabab: cause, occasioTanz: jest, irony, laugKas: man, person, tenacitTaasur: affecSamajh: judgement, wi
Yeh Aur Baat TeriYeh aur baat terYeh aur baat teri gali mein na aayein humLekin yeh kya ki tera sheher chorr jayein humMuddat huyi hai kuye bataan ki taraf gayeAwaargi se dil ko kahan tak bachaayein humBe'noor ho chuki hai bahut sheher kee fizaaTareek raaston par kahin kho na jayein humUs ke baghair aaj bahut jee udaas haiJaalib chalo kahin se usse dhoond kar layein hum
Yeh Aur Baat TeriYeh aur baat terYeh aur baat teri gali main na ayen humLekin yeh kya ke tera sheher chorr jayen humMuddat huyi hai kuye bataan ki taraf gayeAwaargi se dil ko kahan tak bachaayen humBe'noor ho chuki hai bohat sheher ki fizaaTareek raston par kahin kho na jayen humUs ke baghair aaj bohat jee udaas haiJaalib chalo kahin se usey dhoond ke layen hum
Yun Hi Si Ek Baat ThiYun hi si ek baat thi, us ka malal kya kareinMeer-e-kharaab haal sa apna bhi haal, kya kareinAisi fiza ke qahar mein aisi hawa ke zehar meinZinda hain aise shehar mein aur kamaal kya kareinAur bahut see ulajhane tuk-o-ras se badh ke hainZikr-e-zamal kya kare, fikr-e-visaal kya kareinDhoondh liye hain charagar humne diyar-e-gair meinGhar mein hamara kaun hai, ghar ka khyal kya kareinChunte hai dil kee kirachiyan bikhari hain jo yahan-vahanHona tha ek din yahi, ranj-maal kya kareinUski nazar mein qaid hain apni tamaam muntakinTek-e-khyaal kya karein, harf kee dhaal kya karein