Chand tahniyon ke kafan pe, syahi ki kaalikh mal dete hainKhyaal "raaz" ke bejeaa, kyon bezubaan ki laash masal dete hainDaur-o-jaam ki mehfilon mein, saagaro minaa tak hain sab azizAshk chalkein to hum sharminda, woh sar jhatakte hain, chal dete hainGhamgusaari to ki aksar, sochta hun ki chand pareshaniyan meri bhi to hainHazi, qazi, niyazi koi ho, kuch to aise milao jo 'hal' dete hainNekdili, saafgoi, dayanat ke sab jazbon ko kitabon mein hi rehne denTazurba hai, bargalate hain aalim kehkar, ki inka farishte 'fal' dete hainYe jalwa-e-husn, ye chamak, ye nazare jahan ke, "raaz" ke vaaste na bhi sahiItna to humein bhi myssar, maula maula kehte bhi khyaal to machal dete hain
This is a great chand shayari 2 line. If you like chand shayari 2 line in hindi then you will love this. Many people like it for chand shayari ahmad faraz. Share it to spread the love.