Chand Tahniyon Ke Kafan PeChand tahniyon ke kafan pe, syahi ki kaalikh mal dete hainKhyaal "raaz" ke bejeaa, kyon bezubaan ki laash masal dete hainDaur-o-jaam ki mehfilon mein, saagaro minaa tak hain sab azizAshk chalkein to hum sharminda, woh sar jhatakte hain, chal dete hainGhamgusaari to ki aksar, sochta hun ki chand pareshaniyan meri bhi to hainHazi, qazi, niyazi koi ho, kuch to aise milao jo 'hal' dete hainNekdili, saafgoi, dayanat ke sab jazbon ko kitabon mein hi rehne denTazurba hai, bargalate hain aalim kehkar, ki inka farishte 'fal' dete hainYe jalwa-e-husn, ye chamak, ye nazare jahan ke, "raaz" ke vaaste na bhi sahiItna to humein bhi myssar, maula maula kehte bhi khyaal to machal dete hain
Chand Kaliyaa Nishaat Ki ChunkarChand kaliyaa nishaat ki chunkarMuddaton maayoos rehta hoonTera milna khushi ki baat sahiTujhse milkar udaas rehta hoonTranslationNishaat = happines
Chand Kaliyan Nishat Ki Chun KarChand kaliyan nishat ki chun karMuddaton mahv-e-yaas rehta hunTujh se milna khushi ki baat sahiTujh se mil kar udaas rehta hunTranslationMahv-e-yaas = lost in grie
Chand Kaliyan Noshaat Ki Chun KarChand kaliyan noshaat ki chun karMuddaton mahv-e-yaas rehta hoonTujhse milna khushi ki baat sahiTujhse mil kar udaas rehta hoon
Jab bhi dekhye hai us chand koJab bhi dekhye hai us chand koUsme shirf tumhi nazar aate ho humeKardo meri zindegi ko roshan aapni chandni seAb to tere kirno me bhigne ki tamanna hai hume
Chand lamhon ki zindagani haiChand lamhon ki zindagani haiNafraton se jiya nahi karteLagta hai dusamanon se guzarish karni padegiDost to aab yaad kiya nahi karte