Zakham-e-Umeed

SHARE

Zakham-e-umee
Zakham-e-umeed bhar geya kab ka
Qais to apne ghar geya kab ka
Ab to munh apna mat dikhaao mujhe
Naa-siho main sudhar geya kab ka
Aap ab puchne ko aaye hain
Dil meri jaan mar geya kab ka
Aap ik aur neend le lijiye
Kaafila kooch kar geya kab ka
Mera fehrist se nikaal do naam
Main to khud se mukar geya kab ka

This is a great jaan shayari 2 lines. If you like ek ghar shayari then you will love this. Many people like it for ghalib shayari on neend. Share it to spread the love.

SHARE