Is Khayaal Se Hi Har Shaam Jald Neend AayiIs khayaal se hi har shaam jald neend aayiMujh se bichrre hue log sheher-e-khawab mein hain
Main Ne Tohmat-e-TakfeerMain ne tohmat-e-takfeeMain ne tohmat-e-takfeer bhi uthaai hui haiEik naiki mere hisse mein bhi aai hui haiMere kaandhon pe dharaa hai koi haraa huaa ishqYeh ghari hai jo muddat se uthaai hui haiToot jaaunga agar mujh ko banaaya bhi gayaKoi shaey aesi mere jism me samaai hui haiSard mehri ke ilaaqey me hoon masroof-e-duaaZinda rehnay ke liay aag jalaai hui haiQissaa goo! teri chaupaal se main ab chaltaa hoonRaat bhi bheeg chuki, neend bhi aayi hui hai
Zakham-e-UmeedZakham-e-umeeZakham-e-umeed bhar geya kab kaQais to apne ghar geya kab kaAb to munh apna mat dikhaao mujheNaa-siho main sudhar geya kab kaAap ab puchne ko aaye hainDil meri jaan mar geya kab kaAap ik aur neend le lijiyeKaafila kooch kar geya kab kaMera fehrist se nikaal do naamMain to khud se mukar geya kab ka
Neend Aati Hai To Khwaab Aate HeinNeend aati hai to khwaab aate heinKhwaab mein ek ladki aati haiLadki ke pichhe uska baap aata haiPhir na neend aati hai na khwaab aata hein
Muqadar Main Raat Ki Neend Nahi To Kya HuaMuqadar main raat ki neend nahi to kya huaHum bhi muqadar ko dhoka de kar din ko so jatay hain
Kitne jaldi yeh mulakat guzar jati haiKitne jaldi yeh mulakat guzar jati haiPyaas bujhti nahin ki barsaat guzar jati haiApni yadon se keho ki yun na sataya kareNeend aati nahin aur raat guzar jati hai