Yahaan kisii ko bhii kuchYahaan kisii ko bhii kuchh hasb-e-aarzuu na milaaKisii ko ham na mile aur ham ko tuu na milaaGhizaal-e-ashk sar-e-subah duub-e-mizhgaan parKab apnii aankh khulii aur lahuu lahuu na milaaChamakte chaand bhii the shahar-e-shab ke aivaan menNigaar-e-gham saa magar koii shamaa-ruu na milaaUnhii kii ramz chalii hai galii men yahaanJinhen idhar se kabhi izn-e-guftguu na milaaPhir aaj mai-kada-e-dil se laut aaye hainPhir aaj ham ko thikaane ka subuu na milaTranslationHasb-e-arzoo = in accordance with one's wisheRuu = facIzn = permissio
This is a great kuchh sher o shayari.