Yahaan Kisii Ko Bhii KuchhYahaan kisii ko bhii kuchYahaan kisii ko bhii kuchh hasb-e-aarzuu na milaaKisii ko ham na mile aur ham ko tuu na milaaGhizaal-e-ashk sar-e-subah duub-e-mizhgaan parKab apnii aankh khulii aur lahuu lahuu na milaaChamakte chaand bhii the shahar-e-shab ke aivaan menNigaar-e-gham saa magar koii shamaa-ruu na milaaUnhii kii ramz chalii hai galii men yahaanJinhen idhar se kabhi izn-e-guftguu na milaaPhir aaj mai-kada-e-dil se laut aaye hainPhir aaj ham ko thikaane ka subuu na milaTranslationHasb-e-arzoo = in accordance with one's wisheRuu = facIzn = permissio
Hain Aaj Kyon Zaleel Ke Kal Tak Na Thi PasandHain aaj kyon zaleel ke kal tak na thi pasandGustakhi-e-farishta hamare janab meinTranslationWhy today so disgraced, when yesterday was impermissibleAn angel's arrogant refusal to bow for me
Dil Se Kabhi Mujhe Yaad Kiya KaroDil se kabhi mujhe yaad kiya karoItna gair na samjho call nahi to atleastMiss call to kar liya karo
Phone na karna bill jyada ayegaPhone na karna bill jyada ayegaMsg. na karna paisa kharch ho jaegaMiss call na dena battery low ho jaygiBas dil se yaad karna free mein baat ho jayegi
Dil me hamare yado ke mele haiDil me hamare yado ke mele haiAap bin ham bahot akele haiSab kuchh chhodakar apko sms karte haiDekho ham apko kitana miss karte hai…