Saaya-e-Qasr-e-Yaar

SHARE

Saaya-e-qasr-e-yaa
Saaya-e-qasr-e-yaar mein baitha
Main tha apne khumaar mein baitha
Uska aanaa tha khwaab mein aanaa
Main abs-e-intezaar mein baitha
Koi soorat nahi hai us jaisi
Usko dekhon hazaar mein baitha
Usko khushyon se khauf aata hai
Weham kiya zehen-e-yaar mein baitha
Hum bhi raston mein phir rahe thay faraz
Woh bhi tha rahguzar mein baitha

This is a great kadar nahi shayari. If you like khauf e khuda shayari then you will love this. Many people like it for darte nahi shayari. Share it to spread the love.

SHARE