Khauf Ki ShabKhauf ki shaKhauf ki shab mein honth seenay seMarna behtar hai aisay jeenay seKuch tou qaayim rahay anaa ka bharamDekhna hai ose qareenay seYun tamasha tou osko hona thaJo ghiri aarzoo ke zeenay seKuch hawaaon ka aitbaar nahiWarna kia khauf os safeenay seDil ka ab talkhion se naata haiLutf laita hai zeher peenay se
Saaya-e-Qasr-e-YaarSaaya-e-qasr-e-yaaSaaya-e-qasr-e-yaar mein baithaMain tha apne khumaar mein baithaUska aanaa tha khwaab mein aanaaMain abs-e-intezaar mein baithaKoi soorat nahi hai us jaisiUsko dekhon hazaar mein baithaUsko khushyon se khauf aata haiWeham kiya zehen-e-yaar mein baithaHum bhi raston mein phir rahe thay farazWoh bhi tha rahguzar mein baitha
Unhe Yeh Khauf Ki Har Baat Mujhse Kar DaaliUnhe yeh khauf ki har baat mujhse kar daaliMujhe ye weham koi khaas baat baaki hai