Mehak utha hai aangan is khabar seWo khushbu laut aayi hai safar se;Judai ne use dekha sar-e-baamDareech par shafaq ke rang barse;Main is deewar par chadh to geya tha;Utare kaun ab deewar par se;Gila hai ek gali se shehar-e-dil kee;Main ladta phir raha hun shehar bhar se;Use dekhe zamane bhar ka ye chaandHamari chandni chaye to tarse;Mere maanan guzra kar meri jaanKabhi tu khud bhi apni rehguzar se
This is a great parda utha shayari. If you like khabar nahi shayari then you will love this. Many people like it for gulab ki mehak shayari. Share it to spread the love.