Dil Mein Mehak Rahe HainDil mein mehak rahe haiDil mein mehak rahe hain kisi aarzoo ke phoolPalkon pe khilnewale hain shayad lahoo ke phoolAb tak hai koi baat mujhe yaad harf-harfAb tak main chun raha hoon kisi guftagoo ke phoolKaliyan chatak rahi thi ki aawaz thi koiAb tak sma-ato mein hai ik khushguloo ke phoolMere lahoo ka rang hai har noke-khar parSehra mein har taraf hai meri justaju ke phoolDeewane kal jo log the phoolon ke ishq meinAb unke daaman mein bharein hain rafoo ke phool
Mehak Utha Hai Aangan Is Khabar SeMehak utha hai aangan is khabar seWo khushbu laut aayi hai safar se;Judai ne use dekha sar-e-baamDareech par shafaq ke rang barse;Main is deewar par chadh to geya tha;Utare kaun ab deewar par se;Gila hai ek gali se shehar-e-dil kee;Main ladta phir raha hun shehar bhar se;Use dekhe zamane bhar ka ye chaandHamari chandni chaye to tarse;Mere maanan guzra kar meri jaanKabhi tu khud bhi apni rehguzar se
Kallian Bajjon Na Phoolaan Di Mehak HundiKallian bajjon na phoolaan di mehak hundiFullan bajjon na haar paroye jaandeMaapeyan bajjon nahi kitte sukh mildaYaaran bajjon nahin dukh roye jaande
Kadi Mehak Nahi Mukdi Phullan VichonKadi mehak nahi mukdi phullan vichonPhul sukde sukde suk jandeyKadi pyar nahi mukda dilan vichonSaah mukde mukde muk jandey
Gulab Ki Mehak Bhi Fiki Lagti HaiGulab ki mehak bhi fiki lagti haiKaun si khushbu mujhme basa gayi ho tumZindgi hai kya teri chahat ke sivaYeh kaisa khwab aankhon ko dikha gayi ho tum