Dil daba jata haDil daba jata hai kitna aaj gam ke bhaar seKaisi tanhayi tapakti hai dar-o-deewar seManzil-e-iqrar apni aakhiri manzil hai abHum ke aaye hain guzar kar jaada-e-inkaar seTarjuman tha aks apne chehra-e-ghum-gashta kaIk sada aati rahi aaina-e-asrar seMand padte ja rahe the khwab-tasveeron ke rangRaat utarti ja rahi thi dard kee deewar seMain bhi 'akbar' karb-aagin jaanta hun zeest koMunsalik hai fikr meri fikr-e-shopnah aahur se
This is a great raha nahi jata shayari. If you like roya nahi jata shayari then you will love this. Many people like it for bhulaya nahi jata shayari. Share it to spread the love.