Dheere Se Sarakti Hai RaatDheere se sarakti hai raaDheere se sarakti hai raat uss ke aanchal kee tarahUska chehra nazar aata hai jheel mein kanwal kee tarahBaad muddat usko dekha to jism-o-jaan ko yun lagaPyaasi zameen pe jaise koi baras geya baadal kee tarahRoz kehta hai seene pe sar rakh ke raat bhar jagauongaSar-e-sham hee mujhe aaj phir sula geya woh kal kee tarahMere hee dil ka makeen nikla woh shakhs 'wasiAur main shehar bhar mein dhundta raha use kisi pagal kee tarah
Mujh Ko BaiganaMujh ko baiganMujh ko baigana kar gaye mere dinMujh se ho kar guzar gaye mere dinAb na koi din mere ghar jayegaJaanae kis ke ghar gaye mere dinAb nahi hain mere koi din raatKi mujh hee ko bisaar gaye mere dinSaari raatein gayin meri be-haalMere din be-asar gaye mere dinKhosha ab intezar hai na umeedYaar yaaran sudhar gaye ab dinAb main bas reh gaya hun raaton meiMar gaye 'jon' mar gaye mere din
Apna To Chahton MeinApna to chahton meiApna to chahton mein yahi ek asool haiTera bhala bura humein sab kuch qubool haiYeh umar bhar ka jaagna bekaar hi na jayeTu na mila to saari reyazat fizool haiKhud hi kaha tha tu ne meri jaan chorr deAb chorr di to kyon tera chehra malool haiAi maan yeh meri shohratein meri yeh izateinKuch bhi nahi bas tere kadmon ki dhool haiAayi jo teri yaad to aankhein baras padiIss waqt tere dard ka dil par nazool haiIk doosre ke waastey dono bane 'wasi'Guldaan mera dil hai teri yaad phool hai
Kis-Kis Ada Se TuneKis-kis ada se tunKis-kis ada se tune jalwa dikha ke maraAazad ho chuke the, banda bana ke maraAwal bana ke putla, putle mein jaan daliPhir usko khud qaza kee soorat mein aake maraAankhon mein teri zaalim churiyaan chupi hui hain;Dekha jidhar ko tune palkein uthake maraGunchon mein aake mehka, bulbul mein jake chehka;Isko hansa ke mara, usko rula ke mara;Sosan kee tarah 'akbar', khamosh hain yahan par;Naragis mein isne chhip kar aankhein lada ke mara
Dil Daba Jata Hai Kitna Aaj Gam Ke Baar SeDil daba jata hai kitna aaj gam ke baar seKaisi tanhayi tapakti hai dar-o-deewar seManzil-e-iqrar apni aakhiri manzil hai abHum ke aaye hain guzar kar jaada-e-inkaar seTarjuman tha aks apne chehra-e-ghum-gashta kaIk sada aati rahi aaina-e-asrar seMaand padte ja rahe the khwab-tasveeron ke rangRaat utarti ja rahi thi dard kee deewar seMain bhi 'akbar' karb-aagin jaanta hun zeest koMunsalik hai fikr meri fikr-e-shopnah aahur se
Dil Daba Jata HaiDil daba jata haDil daba jata hai kitna aaj gam ke bhaar seKaisi tanhayi tapakti hai dar-o-deewar seManzil-e-iqrar apni aakhiri manzil hai abHum ke aaye hain guzar kar jaada-e-inkaar seTarjuman tha aks apne chehra-e-ghum-gashta kaIk sada aati rahi aaina-e-asrar seMand padte ja rahe the khwab-tasveeron ke rangRaat utarti ja rahi thi dard kee deewar seMain bhi 'akbar' karb-aagin jaanta hun zeest koMunsalik hai fikr meri fikr-e-shopnah aahur se