Khawab Ki Tarah Bikhar

SHARE

Khawab ki tarah bikha
Khawab ki tarah bikhar jaane ko ji chahta hai
Aisi tanhai ki mar jane ko ji chahta hai
Ghar ki wehshat se larzta hun magar jaane kyon
Sham hoti hai to ghar jaane ko ji chahta hai
Doob jaun to koi mauj nishan tak na bataye
Aisi nadi mein utar jaane ko ji chahta hai
Kabhi mil jaye to raaste kee thakan jag pare
Aisi manzil se guzar jaane ko ji chahta hai
Wahi paiman jo kabhi ji ko khush aya tha bahut
Usi paiman se mukar jaane ko ji chahta hai

This is a great phoolon ki tarah shayari. If you like khawab aur haqeeqat shayari then you will love this. Many people like it for cigarette ki tarah shayari. Share it to spread the love.

SHARE