Voh duroondon kVoh duroondon ke, salaamon ke nagar yaad aayeNa'atein parhte hue, qasbaat ke ghar yaad aayeShaam ke baad kachehri ka thakaa sanaataaBegunaahii ko adaalat ke hunar yaad aayeGhar ki masjid mein woh nuuraani se chehreKhaanqaahon mein duaaon ke shajar yaad aayeMere seene mein koi saans chubhaa karti haiJaise mazduuron ko pardes mein ghar yaad aayeKitne khat aaye gaye, shaakh mein phoolon kii tarahAaj daryaa mein chiraagon ke safar yaad aayeTranslationNaat = poetry in prophet muhammad's prais
This is a great naya safar shayari. If you like balochi poetry shayari then you will love this. Many people like it for akela safar shayari. Share it to spread the love.