Ik sehmi sehmi sIk sehmi sehmi si aahat hai, ik mehka mehka saya haiEhsaas ki is tanhai mein yeh raat gyi kon aya haiAye shaam alam kuch tu hi bata, yeh dhang tujhe kyon bhaya haiWoh meri khoj mein nikla tha aur tujh ko dhoond ke aya haiMain phool samajh ke chun loon ga is bheege se angaaron koAnkhon ki ibaadat ka main ne bss ek yahi phal paya haiKuch roz se barpa chaar taraf hain shadi-o-gham ke hangameySunte hain chaman ko maali ne phoolon ka kafan pehnaya hai
This is a great haseen shaam shayari. If you like tanhai shayari 140 then you will love this. Many people like it for akele hain shayari. Share it to spread the love.