Ek purana mausam lautEk purana mausam lauta, yaad bhari purvaee bhiAisa to kam hi hota hai, vo bhi ho tanhaee bhiYaadon kee bauchharon se, jab palke bhigane lagati haiKitni saundhi lagti hain tab, mazee kee rusvaii bhiDo do shaklen dikhti hain, is bahake se aaeene meinMere sath chala aaya hai, aapaka ek saudii bhiKhamoshi ka hasil bhi, ik lambi si khamoshi haiUnkee baat suni bhi hamne, apni baat sunaee bhiTranslationPurvaee: easterly breezMaazi - past, yorRusvaii - disgrace, humiliatioSaudaii - crazy, one who loves deeply, insane, in a frenz
This is a great purana ghar shayari. If you like badalta mausam shayari then you will love this. Many people like it for purana dard shayari. Share it to spread the love.