Aaj zara fursaAaj zara fursat paayi thi aaj use phir yaad kiyaBand gali ke aakhiri ghar ko khol ke phir aabad kiyaKhol ke khidkii chand hansa phir chand ne dono hathon seRang udaye phool khilaye chidiyon ko aazad kiyaBade bade gham khade hue the raasta roke raahon meinChoti choti khushiyon se hi hum ne dil ko shaad kiyaBaat bahut mamuli si thi uljh gayi takraron meinEk zara si zidd ne aakhir dono ko barbaad kiyaDanaon ki baat na maani kaam aayi nadaani hiSuna hawa ko padha nadi ko mausam ko ustad kiya
This is a great gham shayari by famous urdu poets. If you like april phool shayari then you will love this. Many people like it for yaad shayari 2 lines. Share it to spread the love.