Lamha Bhar Apna

SHARE

Lamha bhar apn
Lamha bhar apna hawaon ko banane waale
Ab na aayein ge palat kar kabhi jaane waale
Kya mile ga tujhe bikhre hue khwaabon ke siwa
Ay rait pe chaand ki tasveer banaane waale
Sab ne pehna tha bade shaunq se kaghaz ka libaas
Jis qadar log thay baarish mein nahaane waale
Mar gaye hum toh ye qutbe pe likha jaye ga
So gaye aap zamaane ko jagaane waale
Dar-o-deewaar pe hasrat si barasti hai qateel
Jaane kis desh gaye pyaar nibhaane waale

This is a great ek lamha shayari. If you like bhar do jholi shayari then you will love this. Many people like it for apna attitude shayari. Share it to spread the love.

SHARE