Samandar Mein Utarta Hun To Aankhen Bheeg Jati Hain

SHARE

Samandar mein utarta hun to aankhen bheeg jati hain
Teri aankhon ko padhta hun to aankhen bheeg jati hain
Tumhara naam likhne ki izazat chin gayi jab se
Koi bhi lafz likhta hun to aankhen bheeg jati hain

SHARE