Sundar

SHARE

Sundar, komal sapno
Sundar, komal sapnon ki baraat guzar gayi jaana
Dhoop ankhon tak aa pohanchi hai, raat guzar gayi jana
Bhanwar samay tak jis ne humain baaham uljhaaye rakha
Woh albeli resham aesi baat guzar gayi jaana
Sadaa ki dekhi raat humain is baar mili to chupkay se
Khaali hath pe rakh ke kya soghaat guzar gayi jaana
Kis kompal ki aas mein ab tak wese hi sarsabz ho tum
Ab to dhoop ka mausam hai, barsaat guzar gayi jaana

This is a great ati sundar shayari. If you like bahut sundar shayari then you will love this. Many people like it for itni sundar shayari. Share it to spread the love.

SHARE