Pappu Dabang dekh kar aya

SHARE

Pappu dabang dekh kar aya. school mein sir : pappu tumhare sare ans galat hein marks de to kahan den ? pappu : kamal karte hain master ji. marks hi to mang rahe hain, chup chap de do warna thapar mar k bhi lay skte hain. sir : badtamiz pappu : badtamiz se yaad aya, aap k papa kaise hain ? sir : nikal ja meri class se, pappu : chup chap se marks de do warna ans sheet me itne ched karenge k confuse ho jaoge k marks kahan den or zero kahan dain..! pappu rock... teacher shock..

SHARE