Husband or wife main jhagrra ho rahatha. . .
bv :- kash main apni ammi
ki baat maan leti or
tum say shadi na karti
shoher :- kya matlab ?
tumari maa ne mujh se shadi
karne ko mana kia tha..?
bv :- or nahi to kya......
.
.
.
shoher :- ae khuda, main aaj tak us naik aurat ko
kitna bura samjhta raha
jisne mujhe bachana chaha.......