Kisi ke dil ki malka kisi ke khwabo ki rani,Zamana mera deewana kisi ki mai deewani,Hazaro chahne wale firte hain awara,Thame jo hath mera mila nahi wo shehzada,Mai pyasi aisi tadpu jaise tadpe koi nagan,Jaha bhi jaau ho jaye hungama mere karan.!
Mai daulat nahi mohabbat hu, maiApne ghar ki izazat hu apneSajan ki amanat hu, tu mujhkoHath lagayega to patthar kaBan jayega, mai pankhudi nahiGulaab ki jise tod ke tu le jayega!
Badtameezi pe hum aa gaye to tum shareefoKa fir kya hoga, hai sheeshe ke gharTumhare mara patthar to fir kya hoga,Behaya tumne humko banayaBewafa hu ye bhi bataya harkate tumhariLafango jaisi maaru thappar to fir kya hoga!
Pyar sansar ki hu ladki bangal ki hu,Mai hu kahaani teri taqdeer ki, meraJoban punjab wala nakhra gujaratWala, rangat hai meri crazyKashmir ki, maine zulfein zara joLehraayi to jaipur me dhoom mach gayi!
Humne socha usne hint diyaa, lekin usneMere gaal pe sandal ka print diyaa,Patthar ko pees kar kabhi maida nahiHuaa, hum jaise aashiq ko jhukaDe koii maaii ka laal paida nahi huaa!
Koi bhi mohabbat ka rang bhar de maiWo pichkaari nahi hu, khud apne hiGhar aag laga le mai wo chingaari nahiHu, pyar mohabbat ki baat karna haiTo kahi aur jake kar, mai amanat huKisi ki tere ghar ki phulwaari nahi hu!
Lachaar par kabhi atyachaar nahiKarti, mare hue par apna adhikaarNahi karti, sab jante hain kiBhuke rehna manzoor hai, par sherniKabhi langur ka shikar nahi karti!
Kisi ki yaad me zulfen sanwara humNahi karte, yu aaine me bhi khud koNihara hum nahi karte, mere in reshmiPaazeb ke jhankar ko sunn kar, musafirKhud bhatakte hain ishaara hum nahi karte!
I don't believe in taking right decisions, i take the decisions & make them right. be a profounder, not the follower.