Hamari to personality itni bekar hai Ki ladki humrai photo me anai kai Liya pata nahi kya kya bahana banti hai.
Chhod de peecha aye deewane haath naTere aaungi, jaan chhudana mushkilHoga peeche jab pad jaungi, mehlonKi rani hu mai nakhre to dikhaungi,Baat baat par gussa aakad to dikhaogi!
Aisa fatichar aashiq hai tu majnu jaisaLagta hai, ghar makaan bechoge firbiHumko chhu na paoge, mujhse ulajhnaChhod de pagle tujhko maza chakhaungi,Bade ghar ki beti hu mai aakad to dikhaungi!
Mujhse pagle dil na lagana warna tumPachtaoge, apna naukar tujhko banaKar ghar ke kaam karaungi, jaan chhudanaMushkil hoga peeche jab pad jaungi,Mehlon ki rani hu mai nakhre to dikhaungi!
Kam nahi hai dunia me mere chahne wale,Apni socho kya tum mere naaz uthaPaoge, mujhse tum zara bach ke rehnaAag hu tum jal jaoge, jaan chhudanaMushkil hoga peeche jab pad jaungi,Mehlon ki rani hu mai aakad to dikhaungi!
Jo bhi kehti hu gaur se sunn le pagle, maiHargiz na chhodungi, lalchaayi nazron seDekha jo mujhko, dono ankhen fod dungi,Hu chingari sab par bhaari mat dikhlaHoshyari, sab ne dekha koi na rook paya,Wo kar dikhlaya jo kehti hu zuban se,Mita dungi mai warna tujhko hindustan se!.
Damm hai to dekho hath mujhko laga kar,Ban ke nagin dass lungi, cheeti ki tarahFadfadate rahoge, chutki se jo mai maslungi,Aye deewane aa jayenge tere hosh thikane,Tum ho bacche darte hain acche acche,Hamesha rehna bach ke tu mere naam se,Mita dungi mai warna tujhko hindustan se.!.
Deputy comissionar tak relation hai apna,Ban than ke mai chalti hu, ban ke talwaarDushmano ke saro par, har lamha mandraatiHu, shor hai tufaan mera anchal hulchal huMai hulchal, bach ke rehna na tum paas aana,Aye majnu deewana mere aan baan se,Mita dungi mai warna tujhko hindustan se!.
Tere chakkar me nahi aaungi mai, chhod yeDeewanapan, cheer ke tu kya dikhlayegaSeena, hai tujh me bachkaanapan, tu haiLuccha akal ka kaccha khaau mai naGhaccha, desi murgi ke taze taze aandeTu laya jo chura ke kisi ke dukaan se,Mita dungi mai warna tujhko hindustan se!.
Kehta tha jisko aisa waisa zamana, kaise kaiseBan bethe, bech ke sharm o haya ke zevar,Besharmi se tan bethe, sharam gairat meriDaulat isi me meri shohrat, kar kisani na deKoi nishani na kar chedkhani tu sunn le dhayanSe, mita dungi mai warna tujhko hindustan se..!