Humne Socha Usne Hint Diyaa

SHARE

Humne socha usne hint diyaa, lekin usne
Mere gaal pe sandal ka print diyaa,
Patthar ko pees kar kabhi maida nahi
Huaa, hum jaise aashiq ko jhuka
De koii maaii ka laal paida nahi huaa!

SHARE