Apno ko apno ke jazbaat se khelta dekha haiJhoot sun sun ke sach ka katl hote dekha haiNahi fark padhta unhein kya kya gujregi kisi parUnko toh humne bas armano ko kuchlate dekha haiLamha lamha door hone ka gham satata rahta haiUs duri ka hamne unhe fayda uthate dekha haiKar ke sitam fir khate hain apno ki jhuti kasamUn kasmo ko humne hamesha tutate huye dekha haiFarebi nahi hain hum fir bhi kahlaate hain farebiFarebi kahke hamein us ko humne hansate huye dekha haiSambhali apni har khusi uski sachhi ibadat ke liyeKhusiyan bantate humne unhe gairon ke sath dekha hai
This is a great gham shayari by famous urdu poets. If you like uski hasi shayari then you will love this. Many people like it for akele hain shayari. Share it to spread the love.