Aata Hai Yaad Mujhko

SHARE

Aata hai yaad mujhko gujra hua jamana
Woh baag ki baharein woh hawa ka chah chahana
Aajadiyan kahan ab woh apne ghonsale ki
Apni khusi se aana spni khusi se jana
Lagti hai chot dil par aatha hai yaad jis dam
Shabnam ke aansuon par kaliyon ak muskarana
Woh pyari pyari surat woh kamini ki murat
Aabad jiske dam se tha mera aasiyana
Kya badnseeb hu main ghar ko taaras raha hun
Sathi toh hai vatan mein main kaid mein pada hun
Aayi bahar kaliyan phulon ki hans rahi thi
Main is andhere ghar mein kismat ko ro raha hun

This is a great yaad shayari 2 lines. If you like mujhko dafna kar shayari then you will love this. Many people like it for aata majhi satakli shayari. Share it to spread the love.

SHARE