Kis-Kis Tarah Se Mujhko NaKis-kis tarah se mujhko nKis-kis tarah se mujhko na ruswa kiya geyaGairon ka naam mere lahoo se likha geyaaNikla tha main sada-e-jaras kee talash meinBhule se iss sukoot ke sehra mein aa geyaKyon aaj us ka zikr mujhe khush na kar sakaKyon aaj us ka naam mera dil dukha geyaIss hadse ko sun ke karega yakeen koiSuraj ko ek jhonka hawa ka bujha geya
Utna Hi Mujhko Apni Haqeeqat Se Bood HaiUtna hi mujhko apni haqeeqat se bood haiJitna ki vahm-e-ghair se hoon pech-o-taab meinTranslationI am equidistanced from my own realityIn proportion to the illusion of otherness
Bhula K Mujhko Agar Tum Ho SalamatBhula k mujhko agar tum ho salamatTo bhula k tujhko sambhalna mujhe bhi aata haiNahi hai mari fitrat main ye aadatWarna teri tarha badalna mujhe bhi aata hai
Koi Achhi Si Saza Do MujhkoKoi achhi si saza do mujhkoChalo aisa karo rula do mujheTumhein bhulun to maut aa jayeDil kee gehrai se yeh dua do mujhko
Aj koi mujhko dilaye na mohabbat ka yakeenAj koi mujhko dilaye na mohabbat ka yakeenJo mujhe bhool na sakte the, wohi bhool gaye
Mujhko Pana Hai Toh Mujhme Utar Kar DekhoMujhko pana hai toh mujhme utar kar dekhoYoon kinaaron se samundar ko dekha nahi jata