Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai

SHARE

Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai
Barish ke har qatre se awaz tumhari aati hai
Badal jab garajte hain, dil ki dharkan badh jati hai
Dil ki har ek dharkan se awaz tumhari aati hai
Jab tez hawayein chalti hai to jaan hamari jati hai
Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai

This is a great barish shayari 2 line. If you like tumhari hasi shayari then you will love this. Many people like it for jaan shayari 2 lines. Share it to spread the love.

SHARE