Car Mai Pappu Ki Family Jaa Rahi Thi

SHARE

Car mai pappu ki family jaa rahi thi. police ne car ko roka: ye suraksha week hai.. aap seat belt pehan kar car chala rahe ho, . aapko 5000 ka inaam diya jata hai. . aap is inaam ka kya karoge.. ?? . .. pappu:- mai iss se apna driving licence banwaunga.. . tabhi uski maa boli: iss ki baat ka yakin mat karo.. . daaru pee kar kuchh bhi bolta hai.. . uske papa neend se jaage aur police ko dekh ke bole: mujhe pata tha ki chori ki car me hum zyada door nahi ja paenge.. . tabhi car ki dikki se awaaj aayi: hamne bordar cross kar liya kya ??

SHARE