Ek ladki nakaab pehan kar ek gali se guzarti thi.
ek ladka pehle din usse bola --"ae parda nashin rukh se parda hata zara apna deedar kara.
ladki ne koi dhyan nahi diya
dusre din-
ladka phir bola- -"ae parda nashin rukh se parda hata zara apna deedar kara.
ladki ne phir b koi jawab nahi diya
teestra din phir kai din beet gaye aur ladka roz yahi kehta tha par ladki koi jawab nahi deti.
ek din ladke ne phir kaha- -"ae parda nashin rukh se parda hata zara apna deedar kara par ladki ne phir nazarandaz kar diya.
ladka bola agar aaj aapne deedar na karaya tu mai khudkushi kar lunga.
ladki ne koi jawab nahi diya ar chali gayi .
dusre din ladka nahi dikhai diya . jab ladki ne uake baare me pucha tu pata laga ladke ne khudkushi kar li.
ladki ko bahut afsos hua aur wo foot foot kar rone lagi .
wo kabristan gai aur ladke ki kabr par ja kar boli-
ae mere gumnam aashiq aai hun tre mazaar par,
le jee bhar kar mera deedar kar.
kabr me se awaz aai-
"ae khuda ye kaisa tera insaaf hai aaj main parde me hun,
aur wo benakaab hain..
respect your love