Allah Taala kin logon sey muhabbat karta hai

SHARE

Allah taala kin logon sey muhabbat karta hai? <=al-quraan=> 1.”aur allah taala sabar karne walon se muhabbat karta hai” 2.”be-shak allah taala insaf karne walon se muhabbat karta hai” 3. “be-shak allah taala un se muhabbat karta hai jo us per bharosa karte hain” 4.”be-shak allah taala un se muhabbat karta hai jo bohat touba karte hain” 5.”aur allah taala pak rehne walon se muhabbat karta hai” “aey allah! humien wo kam karne ki toufeq ata farma jin ki wja se tu muhabbat krta ha” aamen.

SHARE