Nanha Munna Bachha Hu Main

SHARE

Nanha munna bachha hu main. sabke man ko main harsaau. pyar se mujhko jo bhi dekhe. pass main uske aana chahu. ada hai meri ye nakhrali. baah o ko. sabki tarsaau :d muskan meri. aisi albeli. dil me sabke pyar jagau. le lo mujhko godi me tum. mithi pappi :* main de jaau :* susu pe control nahi hai. jab tab diaper gila kar jaau..hehehe :p bhuk lage hai jab bhi mujhko.mumma mumma main chillau>:(.

SHARE