Wife:”Mehman aa rahe hain or ghar me Daal k siva kuch nai

SHARE

Wife:”mehman aa rahe hain or ghar me daal k siva kuch nai . husband:”jab wo aaye to kitchen me 1 bartan girana, me pochu to kehna korma gir gaya.. . phir dosra bartan girana, kehna biryani gir gai.. fir me kahuga chalo daal hi le aao…:p . mehmano k aane k bad bartan girne ki awaaz aai.. . husbnd:”kya hua.. ??. wife: “maa ki aankh….. daal hi gir gai .

SHARE