Teacher (baccha se): agar ek nimbu ka ped samundar ke beach me hai to tum usme se nimbu kaisa todoge?
baccha: me chidiya ban kar jaunga aur tod ke launga
teacher: tumko chidiya kya tumhara bap banayega
baccha: to samundar ke beach nimbu ka ped kya
tumhara bap lagayega.