Shadi ki 14th anniversary pe husband gehri soch mein tha.
wife ne ye dekha aur puchha: “kya soch rahe ho?”
husband: “yaad hai, jab tumhare daddy ne date pe pakda tha, or kaha tha, ya to meri beti se shadi karo, ya 14 saal ke liye jail jao”
wife muskurate hue: “haan, to”
husband: “agar main sahi faisla kerta toh, aaj azaad ho jata“