Santa : aap gaye ( cow ) ka dudh use karte h.?
banta: ji nahi, wo to patla hota h.
santa: phir bhais (buffalo) ka.?
banta: ji nahi wo to gada hota h.
santa: phir bakri ka.?
banta: ji nahi, wo to pani jaisa hota h.
santa: phir dibbe ka ?
banta: nahi sahab mein dibba to bilkul pasand nahi karta.
santa: phir ?
banta: mein delhi dugd yojna ka dudh istemaal karta hu.
usme saari kubhiya ek sath hoti h.