Santa ki patni apne ghar par do extra bister laga rahi hoti hai to santa ye dekh ke pappu se puchta hai.
santa: “pappu, aaj teri maa do bistar kyun laga rahi hai?”
beta: “papa, ghar pe do guest aane wale hai”
santa: “kaun aa raha hai?”
beta: “mummy ka bhai aur mera maama”
santa: “achha, phir ek aur laga lo, mera saala bhi to aa raha hai“