Santa ne ek din badi udasi se apne dost banta ko bola.
santa: “yaar meri biwi gussa bahut karti hai”
banta: “meri bhi pahle karti thi ab nahi karti”
santa: “achha, aisa tum ne kya elaaj kiya?”
banta muskurate hue: “kuch khas nahi,
wo ek din gusse mein thi,
maine kah diya ke budhape mein gussa aa hi jata hai,
us din se wo gussa nahi karti“