Pati Kaam Se Ghar Jaldi Aa Gaya

SHARE

Pati kaam se ghar jaldi aa gaya, patni ne ye dekha to gabra kar premi ko powder laga kar, kone mein murti ki tarah khada kar diya pati kamre mein aya to usne moorti dekhi aur pucha pati: “ye kya hai?” patni muskurate hue boli: “ji ye murti gupta ji ne di hai.” pati kuch na bola, aur kaam kaaj mein vyast ho gaya aadhi raat ko uth kar murti ke aage sandwich rakh kar bola. pati: “kha lo gupta ji, parson main bhi tumhare ghar saari raat aise hi khada raha kisi ne pani tak bhi nahi puchha tha“

SHARE